Wednesday, 28 May 2014

Adaa hy, khuwab hy, taskeen hy, tamaasha hy

Adaa hy, khuwab hy, taskeen hy, tamaasha hy

Adaa hy, khuwab hy, taskeen hy, tamaasha hy.
Hamari aankh men ik shakhs be-tahaasha hy.

Poet: Amir Sohail

Aseer-e- Zulf-O-Rukhsar -O-Lab-E-Janaa'n hua Muslim

Aseer-e- Zulf-O-Rukhsar -O-Lab-E-Janaa'n hua Muslim

Aseer-e- Zulf-O-Rukhsar -O-Lab-E-Janaa'n hua Muslim.
Koi IQbaL se keh De K 'ShaHeen' Mar Gaey Tere.

A silent message for youth on Iqbal day.

Parhne waalo'n ka Qehat hy warna

Parhne waalo'n ka Qehat hy warna

Parhne waalo'n ka Qehat hy warna.
Girtay aansoo "Kitaab" hotay hen.

Sunday, 4 May 2014

hui tez dill ki dharkan


Hui Taiiz Dil Ki Dharkan, Jab Kaha Us Nay Ro kar..

Mujhy Yad Be Na Krna, Mujhy Yad Be Na Ana.



hum udaas hain


"Hum udaas hein aaj uss shakhs ki duuri ko ly kr .


"Wo khud to satata tha ab uski yadein bhi satati hain. 

Mohabbat kanch ka soda


Mohabbat kanch   ka soda
Mohabbat  aagka darya
Mohabbat   June jesi hai
Mohabbat  barf jesi hai
Mohabbat   raat  kali hai
Mohabbat    neela mosam   hai
Mohabbat  kacha
aangan hai Mohabbat
t i t l i y o o n
,.-.-.-._' //'_.-.-.-., ''-.,-.': ( ):'.-,.-''    '-..-' //'-..-'  
 ka ghar
Magar phir bhi 
 Mohabbat
ho he jati hai
Kisi
na-maloom
basti
se
Kisi anjan hasti se
Kisi kaghaz ki kashti se
Kisi khirki k manzar se
Kisi dhundli c   hasrat se
Kisi jhooti tasalli se
Mohabbat  ho hi  jati hai..!

Chubhti hai


Chubhti hai Qalab o jaan mein sitaroon ki roshni****••

•••**** aey chand doob ja ky tabyt udaas hai...!!!!!

GHAZAB KA PYAR


"Ghazzab Ka Piyaar Tha Uski Qatil Aankhon Mein"  
"Gumaan Tak Na Hua k Woh Bichrrney Waala Hai"..!